Hello


My Original all round composition (including the lyrics of course). Hindii+English. Preview. As is. ::
Mann mein umanng hai,
Dil mein tarang hai,
Tumse yah boley
Hello, Hello, Hello!
Tum bhii kuchh bolo.
Yah jo hai hastii,
Thodii sii mastii;

Wow! That’s so Romantic!

~ Prabeen Kumar Pati

Baechne chalaa thaa maein Apnaa dil kyuun!?


My Original all-round composition including the lyrics.
As is. Preview/Draft/Beta ::
Baechne chalaa thaa maein
Apnaa dil kyuun!?
Duniaa’ke bewafaaii’ke
Bazaar mein!

~ Prabeen Kumar Pati

Tuney to meraa (din hai churaayaa)


My Original all round composition. As is. Preview/draft. Hindii.
::
Tuney to meraa
Din hai churaayaa,
Aur raaten bhii;
Tuney to meraa
Dil hai churaayaa,
Dhadkanen saath bhii;
(tuney jo dil yah churaayaa,
Aur dhadkan bhii…)
Tuney to mere
Sapne churaaye,
(aur) Saath niinden bhii,
Aankhon se niinden bhii…

~ Prabeen Kumar Pati

Hello hello Hello! Tuumm bhii kuchh bolo!!


Mann mein umang hai,
Dill mein tarang hai,
Tuumse yah bole,
Hello hello Hello!
Tuumm bhii kuchh bolo!!

Yah jo hai hasstii,
Thodii si mastii,
Behte kastii,
Wow! That’s so romantic!
Tuumse yah bole,
Hello hello Hello!
Tuumm bhii kuchh bolo!

~ Prabeen Kumar Pati

Tuumm ko Yaad ho…


Terii Merii Merii Terii Kaahaanii
Tuumm ko yaad ho!
Yah jo Kaahaanii
lagey thodii puuraanii
Tuumm ko yaad ho!!
Chhotii chhotii baateyn
pall do pall
harr ek pall
Tumm ko yaad ho!!
Woh hasii woh khuushii
Tuumm ko yaad ho!!
Woh paas khaas aihsaas
Tuumm ko yaad ho!!
Chorii chorii Nazaren milaanaa
Tuumm ko yaad ho!!
Gaatii yah hawaayen
Gaatii harr fizaayen
Tuumm ko yaad ho!!
Harr fasaanaa,
Harr ek afsaanaa
Tuumm ko yaad ho!!
Harr baar yuun Milnaa,
Phirr yuun bichhadnaa
Tuumm ko yaad ho!!
Dill kii zuubaanii,
Mere dill kii bayaanii
Tuumm ko yaad ho!!

~ Prabeen Kumar Pati

Ek Nayii Subah


Nayii Subah, Nayii Kiran hai,
Aaj ka Suuraj aur Chamakta hai,
Dil mein Shukun hai,
Din Jawaan,
Raat Kaahanii hai!
Phir kyun uthe koi Sawaal hai,
Saare Jawaab toh
Ab tumhaare paas hai!
Dil mein Nayii Umang,
Hoslaa nayaa,
Chal chalaa chal,
Aage badhtaa chal,
Manzil duur nahin,
Wohi Josh, Saahas, Sadsaahas,
Puurrn AatmVishwaas,
Ab tumhaare paas hai!

– Prabeen Kumar Pati