Tu Nathibu Boli… Mun Nathibi Boli… (Odia. Original. by Prabeen)


My Original all-round composition.

Lyrics::
“Tu Nathibu boli,
Mun Nathibi boli…

Aei Aama Prema,
Ama duhin’ka Mana,
Rahi thiba Jeebana bhari Jeebana…

Aei Smruti,
Priyaa-Preeti,
Rahi-jiba,
Naahin Iti…

Thibani aei Kaali,
thibani aei Raati,

Totey aei Kathaa,
Mun kahuchi aaji kholi…

As-Is. Preview / Draft / Beta version. Original first on the fly as it came along in my mind/heart. Video-Selfie.
Here’s my YouTube video link:

– PRABEEN KUMAR PATI

 

TALAASH


TALAASH

My original short Poetry:: (Hindii)

ज़िन्दगी एक तलाश है,
तेरी ही बस आश है,
तू ही मेरा सब है;
हम फिर मिलेंगे,
इतना सच की
पूरा विश्वास है ||

Video link for this:

– प्रबीन कुमार पति
(PRABEEN KUMAR PATI)

Bhaarat hai Mahaan!


My Original composition. As is. Preview. No pre-lyrics, pre-preparation except that it would be a patriotic one:::

~ Prabeen Kumar Pati

O Merii Pyaarii Raanii!


O Raanii, Merii Raanii!
O Raanii, Pyaarii Raanii!
O Nathkhat Raanii,
Tu badii Siyaanii!
Tu toh hai bholi bhaali,
Tu hai maasuum kitnii,
Tu hai Jaan humarii nanhii!
Terii hasi’se
Ghar yah saje,
Tu jo gumshum,
Phul o kaliyaan muurchhayen,
Chaaron taraf bas
Maayusii hai chhaye.
Tu hai humaare
Jiivan kii Roshnii,
Tu toh hai
Humarii Zindagaanii.
Maein jaanuunaa
Koi hai kyaa Parii,
Par tumse Suundar
Puure jaahaan mein nahin.
O Merii Chhoti Raanii!
Raaj karegii,
Tu kartii rahegii,
Banegii tu toh
Aagey MahaaRaanii!
Tu jaahaan hai
Hogii khushiyaalii,
Tu jaahaan pe
Bas hariyaalii hariyaalii.
O Merii Pyaarii Chhoti Raanii!
Jo tu chaahe,
Woh sab miley;
Tu jo chaahe,
Terii duniaa saari!
O Merii Pyaarii Raanii!

~ Prabeen Kumar Pati

Aajaa…O Mere Munne Raajaa!


Aajaa! O Mere Raajaa!
Aajaa! O Mere Munne Raajaa!
Paas Mere Aajaa!
Tere binaa meraa
toh wajuud nahin,
Tu jo nahin toh meraa
kuchh bhii nahin.
Tu jo nahin toh
Maein bhii nahin.
Nanhe Munne Raajaa mere,
Nathkhath Pyaare Raajaa mere,
Tu toh Sarr kaa Taaj hai mere,
Tu toh hai sab kuchh mere…
Tu jo nahin toh meraa
kuchh bhii nahin.
Tu jo nahin toh
Maein bhii nahin.
Aajaa! O Mere Raajaa!
Aajaa! O Mere Munne Raajaa!
Paas Mere Aajaa!
Khil khillaataa teraa bachpan,
Mere khuushiyon kaa darpan,
Tere liye maein toh karduun
Sab kuchh arpan!
Aajaa! O Mere Raajaa!
Aajaa! O Mere Munne Raajaa!
Paas Mere Aajaa!
Tu jo nahin toh meraa
kuchh bhii nahin.
Tu jo nahin toh
Maein bhii nahin.

~ Prabeen Kumar Pati

Pyaar kaa Matlab…


Pyaar kaa matlab
Ke hotaa hai?
Naam’se iskaa
Ke hotaa hai?
Maein naa jaanu,
Tu naa jaane re!
Parr yah toh hai
Maein toh maanu,
Tu bhii maane,
Jag saaraa
yah toh jaane’re!

~ Prabeen Kumar Pati

Bhaad mein Jaaa!!


Bhaad mein jaaa!!
Jaaa, tu bhaad mein jaaa!
Jo chaahegii
Naa woh paaegii,
Mujhse kabhii tu
Naa mil paaegii.
Jaaa! Bhaad mein jaaa!,
Jo chaahe woh
Naa kar paaegii,
Mujhse kabhii tu
Naa mil paaegii,
Mere binaa tu
Naa khil paaegii.
Jaaa! Bhaad mein jaaa!,
Aise kabhii tu
Naa sho paaegii,
Chaahe bhii tu
Naa jag paaegii.
Jaaa! Bhaad mein jaaa!!
Aise tu naa
Khuushh rah paaegii,
Mujhse judaa
Naa rah paaegii.
Jaaa! Bhaad mein jaaa!!
Sach ko tu
Kab jaanegii,
Jaane kab tu
Yah samjhegii?!
Jaaa! Bhaad mein jaaa!!

~ Prabeen Kumar Pati

Koi toh ho Tum…


Ek Diiwaanaa ho tum,
Ek Anjaanaa ho tum…
Koi Diiwaanaa ho tum,
Koi Anjaanaa ho tum…

Tu jo kahe chaand taare
Aasmaan mein nahin,
Tu jo kahe chaand taare
Tere saath hii rahe…

Koi Paglaa ho tum,
Koi Anjaanaa ho tum,
Koi Diiwaanaa ho tum…
Koi Naadaan ho tum
Ya koi Sayaanaa ho tum…
Ya koi Sapnaa ho tum…
Ya koi Apnaa ho tum…


~ Prabeen Kumar Pati

Usko bhul jaaaa!


Jaaa! Tu usko bhul jaaaa!
Jo huaa, usko bhul jaaa!
Kuchh bhii nahin
Duniaa’mein
koii Mohabbat!
Sab toh hai
Yah Shaalii Zaroorat!
Thii woh koii Kaahaanii,
Nahin thii terii
Woh Ziindegaanii!
Uskaa Dard
Terii Hasii,
Terii Hasii
Uske’liye faansii!
Sapnon’kaa Saharr
Nahin thaa woh,
Haqiiqat kii
Bandii-Shaalaa
(haan, Shaalaa)
Thii woh!
Ab toh milii
Tujhe Aazaadii,
(ya, that’s true, that’s your freedom)
Ab isko jii ley tu!

~ Prabeen Kumar Pati

Dhiire dhiire chal…Ae mere Mann


Dhiire dhiire chal
Tu mere Mann,
Dhiire dhiire chal!
Dhiire dhiire chal
Ae mere Mann,
Dhiire dhiire chal!
Aise naa tu machal,
Zaraa tu jaa sambhal,
Dhiire dhiire chal
Ae mere Mann,
Dhiire dhiire chal!
Aankhon mein khwaab hain,
Kyaa yah shabaab hai?
Dhiire dhiire chal
Ae mere Mann,
Dhiire dhiire chal!

~ Prabeen Kumar Pati